SONG: Aayega Koi Hamraaz Mere Pyar Ka - आएगा कोई हमराज़ मेरे प्यार का

Aayega Koi Hamraaz Mere Pyar Ka - आएगा कोई हमराज़ मेरे प्यार का

LYRICS:
aayega koyi hamraz mere pyar ka ye ghata kehne lagi ye hawa kehne lagi dil me geet basaye ja aayega koyi hamraz mere pyar ka ye ghataa kehne lagi ye hawa kehne lagi dil me geet basaye jaa aayega lalala lalala main kahaan dil kahaan behki hai chaal,hota hai jaise sharaabi ka haal ye samaan mad bharaa,bol uthaa bol uthaa kya aayega koyi hamraz mere pyar ka ye ghata kehne lagi ye hawa kehne lagi dil me geet basaye ja aayega baj uthe rang bhare,jharnon ke taar kah uthin nadiyaa ki meethi aawaaz dil tera jaayegaa thamna thamna achha ayega koyi hamraaz mere pyaar kaa ye ghataa kehne lagi ye hawaa kehne lagi dil me geet basaaye jaa aayega lalalalalla lalala ho gayi lo mujhe milne ki aas phir kyun sataaye ye janmon ki pyaas zindagi ka chaman, khil gayaa khil gayaa sachh aayegaa koyi hamraaz mere pyaar kaa ye ghataa kehne lagi ye hawaa kehne lagi dil me geet basaaye jaa lalalalalala