SONG: Aayega Kaun Yahaan Kisko Sadaye Deta Hai Dil - आयेगा कौन यहाँ किसको सदायें देता है दिल

Aayega Kaun Yahaan Kisko Sadaye Deta Hai Dil - आयेगा कौन यहाँ किसको सदायें देता है दिल

LYRICS:
aayega kaun yaha kisko sadaye deta hai dil apna hai kaun yaha kisko sadaye deta hai dil aayega kaun yaha pyar ka dhokha khwab suhana dekha tha jo kabhi aaj uski ki yad se lipti roti hai jindagi roti hai jindagi dushman hai sara jaha kisko sadaye deta hai dil aayega kaun yaha mere dil ke ik kone mein jalta tha jo diya jane kaisi aandhi aayi or wo bujh gaya or wo bujh gaya or ab to hai sirf dhunaa kisko sadaye deta hai dil aayega kaun yaha kisko sadaye deta hai dil aayega kaun yaha