SONG: Aaye Tere Dar Pe Vo Nakam Na Jaye - आये तेरे दर पे वो नाकाम ना जाये

Aaye Tere Dar Pe Vo Nakam Na Jaye - आये तेरे दर पे वो नाकाम ना जाये

LYRICS:
aaye tere dar pe vo nakam na jaye mushkil koi tere siva kaam na aaye imdad ka ye waqt hai kar mushkile aasan alla hai nigeban maula hai nigeban alla hai nigeban maula hai nigeban maula tujhe ahmad ke nawabo ki kasam hai karbala me thadpate huye pyaso ki kasam hai bemaut na mar jaye kahi teri ye santan alla hai nigeban maula hai nigeban alla hai nigeban maula hai nigeban dariya teri rehmat agar josh me aaye is dubti kishti ko kinare se lagaye tu chahe to tham jayenge tu chahe to tham jayenge badte huye toofan alla hai nigeban maula hai nigeban alla hai nigeban maula hai nigeban alla hai nigeban maula hai nigeban