SONG: Aaye Jawani Jaye Jawani - आये जवानी जाए जवानी

Aaye Jawani Jaye Jawani - आये जवानी जाए जवानी

LYRICS:
aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani kisi ka nahi rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani acha kare allah bura kare abdulla acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani bhul ke pahlu me ho langur khuda ki kudrat langur khuda ki kudrat langur khuda ki kudrat lomdi ke muh me ho angur khuda ki kudrat angur khuda ki kudrat angur khuda ki kudrat ye basre ki billi ye or ye bagdadi billa ye basre ki billi ye or ye bagdadi billa acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani aankhe jhuk jhuk karti hai tere husn ko salam tere husn ko salam aankhe jhuk jhuk karti hai tere husn ko salam tere husn ko salam tere husn ko salam hum to tujhpe mar chuke mar chuke tujhpe mar chuke mar chuke tujhpe mar chuke hum to tujhpe mar chuke ab tu jane ya tera kam ho teri mithi hasi ke aage fika hai rasgulla acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani kamar lachkati chaal thumakti mast ishare karti mast ishare karti aankhe nacha rahi hai aise ke jaise chakri phirti jaise chakri phirti jaise chakri phirti aankhe nacha rahi hai aise ke jaise chakri phirti jisne dekha ho gaya lattu kya munsi kya mullah acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani aaye jawani jaye jawani kisi ki na rahi o kisi ki na rahi na rahegi jawani acha kare allah bura kare abdulla bura abdulla aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani aaye jawani jaye jawani