SONG: Aaye Hai Badi Dur Se Mahfil Me Shama Chamki Parwane - आये है बड़ी दूर से महफ़िल में शमा चमकी परवाने

Aaye Hai Badi Dur Se Mahfil Me Shama Chamki Parwane - आये है बड़ी दूर से महफ़िल में शमा चमकी परवाने

LYRICS:
aa aa aa aaye hai badi dhur se sarkar ke liye kab se taras rahe the tere didar ke liye bolo kis liye aaye ho naraj na ho sarkar hum to isliye aaye hai mahfil me shama chamki parvane chale aaye ab to najar jhuka lo ab to najar jhuka lo diwane chale aaye mahfil me shama chamki rangeen jamana hai mahfil pe jawani hai jo tera fasana vo meri kahani hai aankho se teri pine mastane chale aaye aankho se teri pine mastane chale aaye mahfil me shama chamki jab dil me mohabbat ho to hota hai asar dil par batka hua aashiq bhi batka hua aashiq bhi aa jata hai manjil par aa jata hai manjil par hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye mahfil me shama chamki har ek ada meri deti hai dua tumko har ek ada meri deti hai dua tumko ada meri ada har ek ada meri ada aada meri ada meri har ek aada meri deti hai dua tumko meri bhi umar de de meri bhi umar de de ye mera khuda tumko ye mera khuda tumko hum bhi to tere hai jatlane chale aaye hum bhi to tere hai jatlane chale aaye ab najar jhuka lo ab najar jhuka lo diwane chale aaye mahfil me shama chamki parvane chale aaye mahfil me samma chamkivparvane chale aaye mahfil me samma chamki