SONG: Aaye Baaraati Mehmaan Ke Behana Meri (Sad) - आए बाराती मेहमान के बहना मेरी

Aaye Baaraati Mehmaan Ke Behana Meri (Sad) - आए बाराती मेहमान के बहना मेरी

LYRICS:
aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai pure huye hai armaan main jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai pure huye hai armaan main jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai wo dekho aaya hai shaadi ka joda wo dekho aaya hai shaadi ka joda isko sambhaalo ye naajuk hai thoda isko sambhaalo ye naajuk hai thoda jode pe jode pe jode pe jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai jode pe jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai pure huye hai armaan main jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai dulhe ke sar pe hai phoolo ka sehara
dulhe ke sar pe hai phoolo ka sehara phoolo ki ladiyo mein resham sunehara phoolon ki ladiyon mein resham sunehara sehare pe sehare pe sehare pe jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai sehare pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai pure huye hai armaan main jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai behana ke haatho mein mehandi ki laali behana ke haatho mein mehandi ki laali laali ki rangat na kam honewaali laali ki rangat na kam honewaali laali pe laali pe laali pe jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai laali pe jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai pure huye hai armaan main jaau kurbaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai