SONG: Aayaa Re - आया रे

Aayaa Re - आया रे

LYRICS:
hey, aaya, aaya dekho aaya maseeha sabke dil pe chaaya hai dharti aambar sara shamandar dikhta uska shaaya hai fankaar hai woh damdaar hai woh are choo kar na dekho aangaar hai woh kahta hai har koi saare jamaane pe thackeray aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray hey, dar par jo uske aaye sawali khaali kabhi woh na jaata jo bhi kahta hai karke dikhaata wada woh hardam nibhaata hey, hathon mein kanthi maala hai uske andaaz uske niraala surat na dekhe, dekhe jarurat sabka hai woh rakhwaala dildaar hai woh are lalkaar hai woh sabke dilon ka sardaar hai woh kahta hai har koi karne na dega wo paap re aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re kahte hai, kahte hai, kahte hai usko thackeray