SONG: Aaya Naa Tu - आया ना तू

Aaya Naa Tu - आया ना तू

LYRICS:
meri umeed na tooti na haushla mera toota natkhat aankhon ka panghat aankhon ka sookha hai bas tu jo rootha tu rootha paana tha maine jo paaya na paaya khulle darwaaje rakha rakha main darron pe ankhan aaya na, aaya na, aaya na tu khulle darwaaje rakha rakha main darron pe ankhan aaya na, aaya na, aaya na tu khulle darwaaje rakha rakha main darron pe ankhan aaya na, aaya na, aaya na tu khulle darwaaje rakha rakha main darron pe ankhan aaya na, aaya na, aaya na tu main tanha bhatakta hoon mushkil ko hal karde jeena zamaane mein tu zara sa hal karde akhbaaron mein bhi khushi ki khabar na mile laakho sajdo se dil ko sabar na mile mudd mudd dekhu kya tha kya hoon main haathon se apne hi chhotha main toota tere bin jaane na koi bhi mere dil ki dukh na kisi ko dassa sachha rowaan jhootha hassan aaya na, aaya na, aaya na tu dukh na kisi ko dassa sachha rowaan jhootha hassan aaya na, aaya na, aaya na tu haathon ki lakeere dekha raahein dheere dheere dekha aaya na, aaya na, aaya na tu ho tumse agarche toh kismat badal de tu mere muaamle mein aa zara dakhal de tu paani paancho dariyaon mein hai kam ho raha tere hone ka yakeen hai bharam ho raha chhod tadapna main kab tak sapna main dekhunga bhulu toota, main toota mera kyun saathi na saaya na tere hote haathon ko uthaayi jawaan rowaan ya main gaayi jaawan aaya na, aaya na, aaya na tu haathon ki lakeere dekha raahein dheere dheere dekha aaya na, aaya na, aaya na tu dukh na kisi ko dassa sachha rowaan jhootha hassan aaya na, aaya na, aaya na tu aaya na tu...