SONG: Aaya Na Karo Gudiya Mere Paas - आया ना करो गुड़िया मेरे पास

Aaya Na Karo Gudiya Mere Paas - आया ना करो गुड़िया मेरे पास

LYRICS:
aaya na karo gudiya mere paas aaya na karo gudiya mere paas dukh mera sun ke tum ho jaogi udas aaya na karo gudiya mere paas dukh mera sun ke tum ho jaogi udas mai to wo hu ke dunia me aaye hai jo aasu pine ke liye mera jina kya jina ke jiti hu mai yuhi jine ke liye sapna koi na koi aas aaya na karo gudiya mere paas aaya na karo gudiya mere paas dukh mera sun ke tum ho jaogi udas mujhko mamta ki pyasi tumhari najar kar deti hai bekarar maa ke aachal ka saya mai de na saku kitna chahu bar bar kuch bhi nahi hai mere pas aaya na karo gudiya mere paas aaya na karo gudiya mere paas dukh mera sun ke tum ho jaogi udas