SONG: Aaya Mera Sajan Aaya - आया मेरा साजन आया

Aaya Mera Sajan Aaya - आया मेरा साजन आया

LYRICS:
aaya mera sajan aaya aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya ae chand na ab sharma tu badal me muh na chupa tu mere chand ke samne aa tu mere chand ke samne aa tu phirta hai bada itraaya phirta hai bada itraaya, o sajan aaya aaya mera sajan aaya, o sajan aaya raato ki nind uda kar taaro ko meet bana kar raato ki nind uda kar taaro ko meet bana kar jivan ko gum me mita kar mushkil se tujhe apnaya mushkil se tujhe apnaya, ho sajan aaya aaya merasajan aaya, ho sajan aaya dekho to ye parwane nanhe munne diwane dekho to ye parwane nanhe munne diwane aaye the ishk jatane jivan ko apne jalaya jivan ko apne jalaya, ho sajan aaya aaya mera sajan aaya, ho sajan aaya