SONG: Aaya Kya Sandesha Laya - आया क्या संदेशा लाया

Aaya Kya Sandesha Laya - आया क्या संदेशा लाया

LYRICS:
aaya kya sandesha laya aaya kya sandesha laya panchhi kya sandesh laya aaya kya sandesha laya panchhi kya sandesh laya phir kahe yu choch marode kyu baitha hai aasa tode phir kahe yu choch marode kyu baitha hai aasa tode teri chup ne bata de, mera man tadpaya teri chup ne bata de, mera man tadpaya aaya kya sandesha laya aaya kya sandesha laya panchhi kya sandesh laya kahna unse yad tumhari aati hai din rat hame kahna unse yad tumhari aati hai din rat hame kahna unse tum bin ab to bhaye nahi koi bat hame kya koi bhul hui jo ab tak pas na hame bulaya aaya kya sandesha laya aaya kya sandesha laya panchhi kya sandesh laya jinko dil se rahat hogi unko hamari chahat hogi jinko dil se rahat hogi unko hamari chahat hogi tu hi bujh paheli man ki tu hi bujh paheli man ki tu hi bujh paheli man ki bhed na hamne paya aaya kya sandesha laya aaya kya sandesha laya panchhi kya sandesh laya