SONG: Aaya Kaun Meri Mehfil Me Dil Huaa Hai Dewana - आया कौन मेरी महफ़िल में दिल हुआ हैं दीवाना

Aaya Kaun Meri Mehfil Me Dil Huaa Hai Dewana - आया कौन मेरी महफ़िल में दिल हुआ हैं दीवाना

LYRICS:
aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me dil ne pukara mere dekho ye najara kare tujhe piya mera jiya ye ishare dil ne pukara mere dekho ye najara kare tujhe piya mera jiya ye ishare beet na jaye kahi shama ye suhana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me aake na jaye koi kahde bahar ko jake sataye na rulaye mere pyar ko aake na jaye koi kahde bahar ko jake sataye na rulaye mere pyar ko dekho acha nahi hai dil ka dukhana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me dil hua hai diwana jhum jhum ke gaye manwa khushi ka tarana aaya kaun meri mahfil me