SONG: Aaya Karke Bhes Nirala Leke Kandhe Pe Doshala - आया करके भेष निराला ले के कंधे पे दुशाला

Aaya Karke Bhes Nirala Leke Kandhe Pe Doshala - आया करके भेष निराला ले के कंधे पे दुशाला

LYRICS:
are ho ban than kar aaya tere dware gauri itna na batiya ho tera rasiya aaya karke bhes nirala le ke kandhe pe doshala tere pyar ka hai ye mara tere darsan ka matwala aaya karke bhes nirala le ke kandhe pe doshala tere pyar ka hai ye mara tere darsan ka matwala aaya karke bhes nirala koi aaya tere dware leke chand sitare gori ab to samajh le kisi ke ye ishare koi aaya tere dware leke chand sitare gori ab to samajh le kisi ke ye ishare sar pe preet ka sehra gale phulo ki hai mala tere pyaar ka hai ye maara tere darsan ka matwala aaya karke bhes nirala ho aaya dur se chal ke teri nagri tera sajan albela laya sang khushi ka mela ho taar bajane aaya fir se preet nibane aaya o du mai tujhko pyar dube geet sunane aaya hai ye raagi bada nirala tere naam ki japta mala tere pyar ka hai ye mara tere darshan ka ye matwala aaya karke bhes nirala o tujhe jiski hai aas aaya wo hi tere pass jara man to mila le tu jo najro ki pyas o tujhe jiski hai aas aaya wo hi tere pass jara man to mila le tu jo najro ki pyas aaya leke dil ki jholi mange preet ka ujhla tere pyar ka hai ye mara tere darshan ka ye matwala aaya karke bhes nirala