SONG: Aaya Holi Ka Tyohar Leke Rango Ki Bahar - आया होली का त्यौहार लेके रंगों की बहार

Aaya Holi Ka Tyohar Leke Rango Ki Bahar - आया होली का त्यौहार लेके रंगों की बहार

LYRICS:
aaya holi ka tyohar, leke rango ki bahar chali panghat ko ek matwali, raste me kisi ne rang dali raste me kisi ne rang dali aaya holi ka tyohar, leke rango ki bahar chala kheto ko ek matwala, raste me kisi ne rang dala raste me kisi ne rang dala gharwale puche gayi kyu akeli jag wale chhede kaha rang kheli mera kya bata dungi, mera hal ye kisne kiya ho log magar kuch aur na samjhe ho log magar kuch aur na samjhe naam kisi ka lete tera mukhda jo sharmaya aaya holi ka tyohar, leke rango ki bahar chala kheto ko ek matwala, raste me kisi ne rang dala raste me kisi ne rang dala kaha jati ho gori bahana karke chhodoge kya diwana karke bolo re, chhodoge kya diwana karke meri chunri kahe bhigoyi, is julmi se pucho re koi meri chunri kahe bhigoyi, is julmi se pucho re koi julmi se pucho re koi, julmi se pucho mukh dhaanp ke mai kyu royi is julmi se pucho re koi ho dono ka hai dosh barabar, dono ka hai dosh barabar hamne rang lagaya, tune ji ka rog lagaya aaya holi ka tyohar leke rango ki bahar chali panghat ko ek matwali, raste me kisi ne rang dali raste me kisi ne rang dali na ghabra rang hai kacha chhut jayega na sharma varna ye dil tut jayega rangana hai to bedardi mujhe pyar ka rang laga pyar se pahle soch samjh le pyar se pahle soch samjh le baad me jisne socha wo bahut pachhtaya aaya holi ka tyohar, leke rango ki bahar chala kheto ko ek matwala, raste me kisi ne rang dala raste me kisi ne rang dala, raste me kisi ne rang dali raste me kisi ne rang dali