SONG: Aaya Achanak Aisa Jhonka (2)

Aaya Achanak Aisa Jhonka (2)

LYRICS:
aaya achanak aisa jhoka hind ka jagmag deep bujha hind ka jagmag deep bujha haye haye haye aaya achanak aisa jhoka hind ka jagmag deep bujha hind ka jagmag deep bujha haye haye haye bapu amar ho swarg sidhare kaise jiye hum kiske sahare desh me kya kam the andhiyare desh me kya kam the andhiyare aur bhi phute bhag hamare saya tumhara sar se utha ho gaye bapu hamse juda hind ka jagmag deep bujha hind ka jagmag deep bujha haye haye haye aakash pe jhil mil chand sitare dharti hai bojhal dard ke mare chote bade sab roye bechare chote bade sab roye bechare band hue aaj more dware saya tumhara sar se utha ho gaye bapu hamse juda hind ka jagmag deep bujha hind ka jagmag deep bujha haye haye haye