SONG: Aaya Ab Ja Ke Jine Ka Maza - आया अब जा के जीने का मज़ा

Aaya Ab Ja Ke Jine Ka Maza - आया अब जा के जीने का मज़ा

LYRICS:
hum kho gaye ji dil kho gaya hai kuch ho gaya hai hamko kismat khuli hai manjil mili hai ulfat ke har kadam ko aaya ab ja ke jine ka maza ha aaya ab ja ke jine ka maza hum kho gaye ji dil kho gaya hai kuch ho gaya hai hamko kismat khuli hai manjil mili hai ulfat ke har kadam ko aaya ab ja ke jine ka maza ha aaya ab ja ke jine ka maza bahe baho me dal ke aankho se do pila aankho me dhal ke mana bahakaya sham ne par aisi sokhiya or sabke samne tum dil ke tar chedo sanam na chedo meri sharam ko hum kho gaye ji dil kho gaya hai kuch ho gaya hai hamko kismat khuli hai manjil mili hai ulfat ke har kadam ko aaya ab ja ke jine ka maza ha aaya ab ja ke jine ka maza mere dil ki diwangi jane kis rah par mujhko hai le chali ye to jiwan ka sath hai fir mere humsafar dar ki kya bat hai jite ji hum na todenge aye sanam pyar ki kasam ko hum kho gaye ji dil kho gaya hai kuch ho gaya hai hamko kismat khuli hai manjil mili hai ulfat ke har kadam ko aaya ab ja ke jine ka maza ha aaya ab ja ke jine ka maza