SONG: Aati Rahengi Bahare (Sad) - आती रहेंगी बहारे, जाती रहेंगी बहारे

Aati Rahengi Bahare (Sad) - आती रहेंगी बहारे, जाती रहेंगी बहारे

LYRICS:
aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare dil ki najar se duniya ko dekho duniya sada hi hasin hai aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare maine to bas yahi mangi hai duaaye phulo ki tarah ham sada muskuraye maine to bas yahi mangi hai duaaye phulo ki tarah ham sada muskuraye gaate rahe ham khushiyo ke geet yu hi jaye beet jindagi ho aati rahengi bahaare, jaati rahengi bahaare