SONG: Aath Roz Ki Chhutti Lekar Aa - इंतजारी में तेरी सारा सितम्बर बीता

Aath Roz Ki Chhutti Lekar Aa - इंतजारी में तेरी सारा सितम्बर बीता

LYRICS:
intzari me teri sara september bita rote rote teri furkat me november bita aahe bhar bhar ke ye kahta hi celendar mujhse hichkiya lete hue sara december bita khula hua hai dil ka ye darwaja re aath roz ki chuti lekar aaja re aaja re khula hua hai dil ka ye darwaja re o babu mere aath roz ki chuti lekar aaja re aaja re dil tere hizar me diwana bana jata hai thandi aaho se barf khana bana jata hai thandi aaho se barf khana bana jata hai do hi ashko se hua do hi ashko se hua unki gali me kichad meri afsane bhi afsana bana jata hai are aa aa dil ka rog mita ja re mita ja re mita ja re khula hua hai dil ka ye darwaja re o inak waale aath roz ki chuti lekar aaja re aaja re ho gaye kaid mere dil ko churane wale haspatalo me gaye aankh milane wale haspatalo me gaye aankh milane wale aa tujhe dil ki mai aa tujhe dil ki mai ek lori suna du jalim o mujhe hizar ke chulhe me jalane wale mere dil ki mere dil ki lagi bujha ja re bujha ja re bujha ja re aath roz ki chuti lekar aaja re aaja re khula hua hai dil ka ye darwaja re o babu mere aath roz ki chuti lekar aaja re aaja re