SONG: Aate Jaate Yun Hi - आते जाते यूं ही जिन्दगी मिल गयी

Aate Jaate Yun Hi - आते जाते यूं ही जिन्दगी मिल गयी

LYRICS:
aate jate yun hi jindgi mil gayi faasle kam huye manzile mil gayi pahle kabhi na thi dil mein koi halchal na sukun ki kami tanha kahi rahti thi khushiyan aankhon mein bhi na thi nami ab khaab hai neende nahi badli si hai dil ki zamin aate jate yun hi jindgi mil gayi chalte huye meri raahen kahan jane kadamon se gum ho gayi kahte huye dil ki khamoshiyan jane kyun aisi tham si gayi kuch aadhi si hai aashaye meri hongi baaki kahan sochu yahi aate jate yun hi jindgi mil gayi faasle kam huye manzile mil gayi