SONG: Aate Jaate Huye Main Sab Pe Nazar Rakhta Hu - आते जाते हुए मैं सब पे नज़र रखता हूँ

Aate Jaate Huye Main Sab Pe Nazar Rakhta Hu - आते जाते हुए मैं सब पे नज़र रखता हूँ

LYRICS:
ya ali aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu naam abdul hai mera, kya, ho naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu sar kisike samne jhuk jaaye mera, ye mujhe manzur nahi aa pade vaqt to maut aaye sahi, par mai majbur nahi sar kisike samne jhuk jaaye mera, ye mujhe manzur nahi aa pade vaqt to maut aaye sahi, par mai majbur nahi jaan par khel jaau, mai vo jigar rakhta hu jaan par khel jaau, mai vo jigar rakhta hu naam abdul hai mera, kya, ha naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu kisne liya kisne diya, kisne kaha maal chhupa rakha hai maine is dil me saari duniya ka, hal chhupa rakha hai kisne liya kisne diya, kisne kaha maal chhupa rakha hai maine is dil me saari duniya ka, hal chhupa rakha hai bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu naam abdul hai mera, kya, ha naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu