SONG: Aate Hi Jawani Ka Mausam - आते ही जवानी का मौसम

Aate Hi Jawani Ka Mausam - आते ही जवानी का मौसम

LYRICS:
aate hi jawani ka mausam betab najar ho jati hai aate hi jawani ka mausam betab najar ho jati hai parde me mohabbat lakh chhupe parde me mohabbat lakh chhupe duniya ko khabar ho jati hai aate hi jawani ka mausam jab rukh pe bikharti hai julfe raato ke andhere chhate hai jab rukh pe bikharti hai julfe raato ke andhere chhate hai raato ke andhere chhate hai jab chehre se julfe hatti hai jab chehre se julfe hatti hai duniya me sahar ho jati hai aate hi jawani ka mausam betab najar ho jati hai aate hi jawani ka mausam duniya pe jo kabu pana ho to husn ki najro me aao duniya pe jo kabu pana ho to husn ki najro me aao to husn ki najro me aao uthti hai nigah-e-husn jidhar uthti hai nigah-e-husn jidhar duniya bhi udhar ho jati hai aate hi jawani ka mausam betab najar ho jati hai parde me mohabbat lakh chupe dunia ko khabar ho jati hai aate hi jawani ka mausam