SONG: Aataa Hai Zindagi Men Bhalaa Pyaar Kis Tarah - आता है ज़िंदगी में भला प्यार किस तरह

Aataa Hai Zindagi Men Bhalaa Pyaar Kis Tarah - आता है ज़िंदगी में भला प्यार किस तरह

LYRICS:
aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah bhala pyar kis tarah aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah bhala pyar kis tarah aankhe uthao phir main bataunga is tarah bataunga is tarah aankhe uthao phir main bataunga is tarah bataunga is tarah anjan se milaap hoga to kis tarah anjan se milaap hoga to kis tarah hoga to kis tarah do lahre aa ke dur se mil jaye jis tarah ho mil jaaye jis tarah do lahre aa ke dur se mil jaye jis tarah ho mil jaaye jis tarah aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah bhala pyar kis tarah ulfat me gam jo aaye sahungi main kis tarah ulfat me gam jo aaye sahungi main kis tarah sahungi mai kis tarah tufan me naav chalati hai bach bach ke jis tarah ho bach bach ke jis tarah tufan me naav chalati hai bach bach ke jis tarah ho bach bach ke jis tarah aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah bhala pyar kis tarah mujhako bhala kisi pe yakin aaye kis tarah mujhako bhala kisi pe yakin aaye kis tarah yaqi aaye kis tarah be-jaane bujhe mujhko bharosa hai jis tarah bharosa hai jis tarah be-jaane bujhe mujhko bharosa hai jis tarah bharosa hai jis tarah aata hai zindagi me bhalaa pyar kis tarah bhala pyar kis tarah aankhe uthao phir mai bataunga is tarah bataunga is tarah