SONG: Aata Hai Zindagi - आता है जिन्दगी में

Aata Hai Zindagi - आता है जिन्दगी में

LYRICS:
aata hai zindagi me aata hai zindagi me, aisa bhi ek zamana aisa bhi ek zamana marne ka dhundti hai khud zindagi bahana khud zindagi bahana kya puchti hai dunia kya puchti hai dunia biti hai mujhpe kya kya biti hai mujhpe kya kya ek dukh ki hai kahani ek dukh ki hai kahani ek dard ka fasana ek dard ka fasana majbur zindagi me mujhsa koi na hoga majbur zindagi me mujhsa koi na hoga khud hi jala rahi hu khud hi jala rahi hu mai apna aashiyana mai apna aashiyana marne ka dhundti hai khud zindagi bahana khud zindagi bahana ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du o bhul jane wale o bhul jane wale mushkil hai bhul jana mushkil hai bhul jana aata hai zindagi me aisa bhi ek zamana aisa bhi ek zamana