SONG: Aata Hai Yad Mujhko Guzra Hua Zamana - आता है याद मुझको गुजरा हुआ जमाना

Aata Hai Yad Mujhko Guzra Hua Zamana - आता है याद मुझको गुजरा हुआ जमाना

LYRICS:
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana tu thi meri diwaani main tha tera diwaana tu thi meri diwaani main tha tera diwaana aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana chanda ki chandani me tu so rahi thi gori aakar teri gali me siti mera bajana aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana khidaki me tera aake chhupchhup ke muskurana ab tere ho chuke ham ye kah ke bhag jaana aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana ik din khabar ye aana tu ban gayi hai dilbar doli me tera jaana ro ro ke mera gana laila laila pukaarun main ban me meri laila basi mere man me laila laila pukaarun main ban me meri laila basi mere man me laila laila pukaarun main ban me