SONG: Aasman Wale Bata De Ki Hai Maine Kya Khata - आसमा वाले बता दे की है मैंने क्या खता

Aasman Wale Bata De Ki Hai Maine Kya Khata - आसमा वाले बता दे की है मैंने क्या खता

LYRICS:
aasma wale bata de aasma wale bata de ki hai maine kya khata jiske badle teri duniya de rahi hai ye saja aasma wale bata lut gayi hai wo bahare lut gayi hai lut gayi hai wo bahare wo khushi ke din gaye ab jiyenge kya ke jine ke sahare chhin gaye char din ka ye tarana kis kadar mahanga pada aasma wale bata rah mushki hai wafa ki rah me rah mushkil hai wafa ki or manjil dur hai main bhi hu majbur mera pyar bhi majbur hai khatam hoga jane kab tak do dilo ka fasla aasma wale bata de ki hai maine kya khata jiske badle teri dunia de rahi hai ye saja aasma wale bata