SONG: Aasman Gulabi Huyi - आसमां गुलाबी हुई

Aasman Gulabi Huyi - आसमां गुलाबी हुई

LYRICS:
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa ho aasman gulabi aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa o saajana, tu hain kaha o saajana, tu hain kaha aaja aaja oye, aaja aaja oye aaja aaja oye, aaja aaja aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa ho aasman gulabi soni si dhup, naya rang rup bikhara hain raaho me bikhara hain raaho me hain dur dur faila surur badal ke gaon me badal ke gaon me ude mand mand ude mand mand, mithi sugandh huaa pagal, dil mera aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa ho aasman gulabi kirano ko chum rang phul rasham ki daala par, laharo ke gaal par tu jab gulal, malta gulal lahro ke gaal par, lahro ke gaal par rangeen sham rangeen sham chhalkaye jaam laharaye nayi hawa aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa geen ho aasman gulabi aasman gulabi huyi, sham sharabi hain naye rang lutaye, nai ghadiyaa o saajana tu hain kaha o saajana tu hain kaha aaja aaja oye, aaja aaja oye aaja aaja oye, aaja aaja aasman gulabi