SONG: Aasman Aasman Tu Kya Jane - आसमां आसमां तू क्या जाने

Aasman Aasman Tu Kya Jane - आसमां आसमां तू क्या जाने

LYRICS:
aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma tere aanchal me jitne hai taare hai mere hi wo arman sare tere aanchal me jitne hai taare hai mere hi wo arman sare ek chote se dil me humare jagmagata hai sara jaha aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma ye najare ye ghadiya suhani kab akele kate zindgani ye najare ye ghadiya suhani kab akele kate zindgani le gayi dil udakar hawaye kar gaya mast pyara sama aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma aarju kab se hai dil ko mere koi aa jaye julfe bkhere aarju kab se hai dil ko mere koi aa jaye julfe bkhere hath me tham kar hath uska hal apna mai karlu bayan aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma aasma tu kya jane meri dil ki dasta aasma aasma