SONG: Aasmaan Se Dur Tara Ho Gaya - आसमान से दूर तारा हो गया

Aasmaan Se Dur Tara Ho Gaya - आसमान से दूर तारा हो गया

LYRICS:
aas lagaye ji dil se vo raste hi me chhod gaye jo man mandir me baste the vo prem ka bhandhan todd gaye asman se dur tara ho gaya aaj koi besahara ho gaya asman se dur tara ho gaya aaj koi besahara ho gaya, asman se dur apni kashti rah gayi maajdhar me apni kashti rah gayi maajdhar me dur dariya se kinara ho gaya aaj koi besahara ho gaya asman se dur tara ho gaya aaj koi besahara ho gaya, asman se dur chin kar vo le gaye sabro karar chin kar vo le gaye sabro karar gham hamara tha hamara ho gaya aaj koi besahara ho gaya asman se dur tara ho gaya aaj koi besahara ho gaya, asman se dur apna duniya me koi sathi nahi apna duniya me koi sathi nahi dil tha vo bhi tumhara ho gaya aaj koi besahara ho gaya asman se dur tara ho gaya aaj koi besahara ho gaya, asman se dur