SONG: Aashiya Apna Luta Apni Nazar Ke Samne - आशियाँ अपना लुटा, अपनी नजर के सामने

Aashiya Apna Luta Apni Nazar Ke Samne - आशियाँ अपना लुटा, अपनी नजर के सामने

LYRICS:
aashiya apna luta, apni najar ke samne aashiya apna luta, apni najar ke samne hoke beghar hum khade hai hoke beghar hum khade hai apne ghar ke samne apne ghar ke samne tu hi bata ae aasma hum bewatan jaye kaha hum aah bharte rah gaye fariyad karte rah gaye thukra ke aaho zaariya jalim ne luta aashiya tu hi bata ae aasma hum bewatan jaye kaha barbad hokar hum chale hum raah ranjo gham chale barbad hokar hum chale hum raah ranjo gham chale ae bekasi jaye kaha ae bekasi jaye kaha manzil na, manzil ka nishan manzil na, manzil ka nishan tu hi bata ae aasma hum bewatan jaye kaha dil ranjo gham se chur hai fariyad par majbur hai chal ab tu, dil e naatwa takdir le jaye jaha tu hi bata ae aasma hum bewatan jaye kaha tu hi bata