SONG: Aashiqon Ko Husn Ne Ulat Palat (Part - Ll) - आशिकों को हुस्न ने उलट पलट

Aashiqon Ko Husn Ne Ulat Palat (Part - Ll) - आशिकों को हुस्न ने उलट पलट

LYRICS:
ta ra ra ram ta ra ra ram ta ra ra ra ram ta ra ra pam ta ra ra pam ta ra ra ra pam pam hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya dekho dekho duniya valo, hamne pakadi titaliyaa ishq ki ishaaron pe naachengi ye kathputliyaa naachengi ye kathputliyaa hay aashiqo ne husn par, julam dulam kar diya jo na karna chahiye tha, wo bhi aaj kar diya jo na karna chahiye tha, wo bhi aaj kar diya hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya ta ra ra ra ta ra ra pam pam dekho dekho husn ki zehar bhari pyaaliyan aashiqo ke dil ko dase naagine ye kaaliya naagine ye kaaliya jhumti hain are jhumti hain ye bin par bajaao jara taaliyan bajaao jara taaliyan hoye aashiqo ne husn ko tang tang kar diya ishq ki pitaariyon me band band kar diya ishq ki pitaariyon me band band kar diya aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya dhulki dhulki chaal me aayi dikhaati mastiya dhulki dhulki chaal me aayi dikhaati mastiya aashiqo ke dilo ki ujaadati hain ye bastiya ishq ki lagaam se kaabu me hai ye hastiyan ishq ki lagaam se kaabu me hai ye hastiyan d da dor d da dor d da urr d da dor d da dor d da urr hoye aashiqo ne husn ka haal bura kar diya haddiyon ko pasliyon ko chur chur kar diya haddiyon ko pasliyon ko chur chur kar diya hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya