SONG: Aashiq Hu Apne Pyar Ke Johar Dikhaunga - आशिक हूँ अपने प्यार के जोहर दिखाऊंगा

Aashiq Hu Apne Pyar Ke Johar Dikhaunga - आशिक हूँ अपने प्यार के जोहर दिखाऊंगा

LYRICS:
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga najre milake dil me tere ghar banaunga najre milake dil me tere ghar banaunga aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga dil ki jami pe dalke diwar pyar ki diwar ek uthaunga sabro karar ki dil ki jami pe dalke diwar pyar ki diwar ek uthaunga sabro karar ki fir usme intzar ki khidki lagaunga fir usme intzar ki khidki lagaunga najre milake dil me tere ghar banaunga aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga ulfat ki shandar imarat ke waste launga aasman ke tare bhi todke ulfat ki shandar imarat ke waste launga aasman ke tare bhi todke makhmal apne pyar ke johar dikhaunga naksha bada azib hai dil ke makan ka mushkil se isme hoga gujar mehman ka naksha bada azib hai dil ke makan ka mushkil se isme hoga gujar mehman ka or mera kya hai mai to kahi baith jaunga or mera kya hai mai to kahi baith jaunga najre milake dil me tere ghar banaunga aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga