SONG: Aas Ka Panchhi Udta Jaye - आस का पंछी उड़ता जाए

Aas Ka Panchhi Udta Jaye - आस का पंछी उड़ता जाए

LYRICS:
aas ka panchhi udta jaye, udta jaye udna iska kaam, manjil aaye na aaye aas ka panchhi udta jaye, udta jaye udna iska kaam, manjil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaye, chalta jaye chalna iska kaam, manjil paye na paye do phulo ko ik daali par sang sang khilte dekha sang sang khilte dekha ek chadha mandir me duja dhul me milte dekha dhul me milte dekha jivan ke o jivan ke dukh sukh ki kahani ek anokha raaz, koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaye, udta jaye udna iska kaam, manjil aaye na aaye sabse bada balwan samay hai kisne samay ko jana kisne samay ko jana waqt ka rup kisi ne ab tak dekha na pahchana dekha na pahchana sham savera o sham savera rain ka phera ek anokha raaz, koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaye, udta jaye udna iska kaam, manjil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaye, chalta jaye chalna iska kaam, manjil paye na paye