SONG: Aarti Karo Hari Har Ki Karo Natwar Ki Bhole Shankar Ki - आरती करो हरी हर की करो नटवर की भोले शंकर की

Aarti Karo Hari Har Ki Karo Natwar Ki Bhole Shankar Ki - आरती करो हरी हर की करो नटवर की भोले शंकर की

LYRICS:
om nama shivay om nama shivay, om nama shivay om nama shivay aarti karo hari har ki karo, natwar ki bhole shankar ki aarti karo shankar ki, aarti karo hari har ki karo natwar ki bhole shankar ki, aarti karo shankar ki sar par shashi ka mukut savare, taro ki payal jhankare sar par shashi ka mukut sakare, taro ki payal jhankare dharti ambar dole tandaw lila, ke natwar ki aarti karo shankar ki, aarti karo hari har ki karo natwar ki bhole shankar ki, aarti karo shankar ki kanika har pahnane wale, shambu hai jag ke rakhwale kanika har pahnane wale, shambu hai jag ke rakhwale sakat chara char ag jag nati, ungi par vish dharke aarti karo shankar ki, aarti karo hari har ki karo natwar ki bhole shankar ki, aarti karo shankar ki mahadev jai jai shiv shaknar, jai shiv shankar jai shiv shankar jai ganga dhar jai damru dhar, jai ganga dhar jai damru dhar he devo ke dev mita do, tum vipda ghar ghar ki aarti karo hari har ki karo, natwar ki bhole shankar ki aarti karo shankar ki, aarti karo hari har ki karo natwar ki bhole shankar ki, aarti karo shankar ki