SONG: Aaram Se Jo Rate Kate - आराम से जो राते काटें

Aaram Se Jo Rate Kate - आराम से जो राते काटें

LYRICS:
aaram aaram aaram se jo raate kaate wo ashk bhana kya jaane aaram se jo raate kaate wo ashk bhana kya jaane kya dard kisi ko lagta hai kya dard kisi ko lagta hai ye bedard jmana kya jane bedard jmana kya jaane aaram jo log ise kya jaane aur kacchi kaliyan machal jawe aaram jo log ise kya jaane aur kacchi kaliyan machal jawe wo biti kahani kya samjhe wo biti kahani kya samjhe mere dil ka phasana kya jaane mere dil ka phasana kya jaane aaram se jo raate kaate wo ashk bhana kya jaane aaram bedardo ki ye basti hai hasti hai yeh duniya hasne do bedardo ki ye basti hai hasti hai ye duniya hasne do jo besabri me hai wo samjhe jo besabri me hai wo samjhe ye andhera jaana kya jaane ye andhera jaana kya jaane aaram se jo raate kaate wo ashk bhana kya jaane aaram aaram aaram aaram