SONG: Aapse Dil Mila Ho Aapka Ho Gaya - आपसे दिल मिला हो आपका हो गया

Aapse Dil Mila Ho Aapka Ho Gaya - आपसे दिल मिला हो आपका हो गया

LYRICS:
aapse dil mila ho aapka ho gaya aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya he aapse dil mila ho aapka ho gaya aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya aankho hi aankho me bato hi bato me na jane kaise kho gaya aankho hi aankho me bato hi bato me na jane kaise kho gaya barso sambhala jo nazo se pala jo dil tera ho gaya ho gaya ye bhala ya bura ho gaya aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya jiwan ki raho me teri hi baho me ab jina marna hai yaha ho jiwan ki raho me teri hi baho me ab jina marna hai yaha ho ye sath chute na ye pyar tute na marke bhi jane ja dil ki takdir ka ho faisla ho gaya aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya aapse dil mila ho aapka ho gaya aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya