SONG: Aapne Apna Banaaya Meharbaani Aapki - आपने अपना बनाया मेहरबानी आपकी

Aapne Apna Banaaya Meharbaani Aapki - आपने अपना बनाया मेहरबानी आपकी

LYRICS:
aapne apna banaya meharbani aapki meharbani aapki hum to is kabil na the hum to is kabil na the hum to is kabil na the hai kadar jani aap ki meharbani aapki aapne apna banaya aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya aaj humne dil ke badale aap ko dil de diya isi inayet is navaris is karam ka shukariya humne bhi dil me rakhi ye nishani aap ki meharbani aapki aapne apna banaya kya pata bin aap ke kuch bhata nahi arey aapke bin or kuch bhata nahi humko apni khush nasibi pe yaki aata nahi ek to paigame ulfat fir jubani aapki meharbani aapki hum to is kabil na the hum to is kabil na the hai kadar jani aap ki meharbani aapki aapne apna banaya