SONG: Aapas Ke Jhagdo Ne Dekho Bharat Ko - आपस के झगडों ने देखों भारत को

Aapas Ke Jhagdo Ne Dekho Bharat Ko - आपस के झगडों ने देखों भारत को

LYRICS:
aapas ke jhagdo ne dekho bharat ko barbad kiya jinka tha mohtaj jamana aaj unhe mohtaj kiya aapas me ham rahe jhagadte gairo ne aa raaz kiya jinka tha mohtaj jamana aaj unhe mohtaj kiya kabhi mere is bharat me bhi dudh ki nadiya behti thi ji dhan dhan ke the kothar bhare anand me duniya rehti thi tha kuber ka bandar yaha hiro ki hoti peshi thi mitti ka sona banta tha anmol yaha ki reeti thi aaj usi gulshan ko dekha kusum ne aa raaz kiya jinka tha mohtaj jamana aaj unhe mohtaj kiya kabhi mere gulshan ki daliya hari bhari lehrati thi hari bhari lehrati thi jhum jhum se sundar kaliya geet suhane gaate the tha saraswati ka vaas yaha daulat inshan ki dasi thi the roz naye tyohar yaha har roz diwali aati thi the roz naye tyohar yaha ye kisne besur aaj kiya jinka tha mohtaj jamana aaj unhe mohtaj kiya naye tarane sunte sunte bhul gaye ham apna dal gairo ke sang chalte chalte bhul gaye ham apni chal aish mojh fashion me faskar aaj hua bharat kangal roti roti khade pukare bharat maa ke lakho lal roti roti khade pukare bharat maa ke lakho lal roti roti roti