SONG: Aap Ko Bhul Jaye Hum Itne To Bewafa Nahi - आप को भूल जाये हम इतने तो बेवफा नहीं

Aap Ko Bhul Jaye Hum Itne To Bewafa Nahi - आप को भूल जाये हम इतने तो बेवफा नहीं

LYRICS:
aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi aapse kya gila kare aapese koi gila nahi aapse kya gila kare sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai humse hi bhul ho gayi humse hi bhul ho gayi unko koi khata nahi kaash wo apne gham mujhe kaash wo apne gham mujhede de to kuch sukun mile kaash wo apne gham mujhede de to kuch sukun mile wo kitna bad-nasib hain wo kitna bad-nasib hain gam hi jise mila nahi wo kitna bad-nasib hain gam hi jise mila nahi jurm hai gar wafa to kya, jurm hai gar wafa to kya, kyu kar wafa ko chhod du jurm hai gar wafa to kya, kyu kar wafa ko chhod du kehte hain is gunaah ki kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi aapse kya gila kare aapese koi gila nahi aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi