SONG: Aap Ki Qasam Ek Din Sanam - आप की क़सम एक दिन सनम

Aap Ki Qasam Ek Din Sanam - आप की क़सम एक दिन सनम

LYRICS:
aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega ha aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega hanske na sahi roke hi sahi hanske na sahi roke hi sahi ye waqt apna nikal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega ha aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega sun lo kahani hamari phir aage marji tumhari sun lo kahani hamari phir aage marji tumhari pachhtaoge sharmaoge pachhtaoge sharmaoge jab tak pata tumko chal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega ha aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega mana hansi tum jarur ho par kisliye magrur ho mana hansi tum jarur ho par kisliye magrur ho is husn ka kya aitbar is husn ka kya aitbar ye aaj aaya hai kal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega ha aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega tirchhi nazar ki katariya chhodo na ye chingariya haye tirchhi nazar ki katariya chhodo na ye chingariya pani nahi ye aag hai pani nahi ye aag hai is aag me koi jal jayega to aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega ha aap ki kasam ek din sanam ye gussa pyar me badal jayega