SONG: Aap Ki Khata Bewafai Maf Karta Hai Dil Jane Kyu - आप की खता बेवफाई माफ़ करता हैं दिल जाने क्यों

Aap Ki Khata Bewafai Maf Karta Hai Dil Jane Kyu - आप की खता बेवफाई माफ़ करता हैं दिल जाने क्यों

LYRICS:
aapse hai gila aapse hi pyar aapka tha mujhe har pal intzar bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar aapse hai gila aapse hi pyar aapka tha mujhe har pal intzar bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu aapki aarzu dil ko bar bar lekin hai shikayate mujhko besumar bardasat nahi hota ab mujhse mere yaar aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum gustakiya lekin karte rahte ho tum hum ye nahi kahte dil ke bure ho tum gustakiya lekin karte rahte ho tum aapki sabhi gustakiya maf karta hai dil jane kyu aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu do kadam chalo tum do kadam chale hum khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum do kadam chalo tum do kadam chale hum khamoshiyo ka ye kissa khatam kare hum aapki sabhi khamoshiya maf karta hai dil jane kyu aap ki khata bewafai maf karta hai dil jane kyu aapse sanam itna hi pyar karta hai dil jane kyu lyrics typed by: neha gupta