SONG: Aap Ke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Noor Hai - आपके हसीन रुख़ पे आज नया नूर है

Aap Ke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Noor Hai - आपके हसीन रुख़ पे आज नया नूर है

LYRICS:
ap ke hasin rukh pe aaj naya noor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke nigah ne kaha to kuchh jarur hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain khuli laton ki chhanv me khila khila ye rup hain khuli laton ki chhanv me khila khila ye rup hain ghata se jaise chhan rahi subah subah ki dhoop hain jidhar naajar moodi jidhar naajar moodi udhar surur hi surur hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke hasin rukh pe aaj naya noor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain zuki zuki nigah me bhi hain bala ki shaukhiyan zuki zuki nigah me bhi hain bala ki shaukhiyan dabi dabi hasi me bhi tadap rahi hain bijaliyan shabab aap ka shabab aap ka
nashe me khud hi choor choor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke hasin rukh pe aaj naya noor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain jahan jahan pade kadam wahan fija badal gayi jahan jahan pade kadam wahan fija badal gayi ke jaise sarabasar bahar ap hi me dhal gayi kisi me ye kashish kisi me ye kashish kaha jo ap me hujoor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke hasin rukh pe aaj naya noor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke hasin rukh pe aaj naya noor hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain ap ke nigah ne kaha to kuchh jarur hain mera dil machal gaya to mera kya kasoor hain