SONG: Aap Ke Dil Ne Humein Awaaz Di

Aap Ke Dil Ne Humein Awaaz Di

LYRICS:
aapke dil ne hamein aawaz di hum aa gaye hum ko le aayi mohabbat aapki hum aa gaye apane aane ka sabab hum kya batayen aap ko baithe baithe yaad aayi aap ki hum aa gaye hum hain dil wale bhala hum par kisi ka zor kya jayenge apani khushi apani khushi hum aa gaye hum ko le aayi mohabbat aapki hum aa gaye kahiye ab kya hai charagon ki zarurat aap ko leke aankhon me wafa ki roshani hum aa gaye hum ko le aayi mohabbat aapki hum aa gaye