Aap Jaisa Koi Meri Zindagi - आप जैसा कोई मेरी जिन्दगी
LYRICS:
aap jaisa koi zindagi main aaye
baat ban jaye
haha baat ban jaye
main insaan hu
pharisha nahi
dar hai behak na jao kahi
tanha dil na sambhlega
pyaar bina ye tadpega
aapsa kaha hai
dil aapko hi chahe
to baat ban jaye
haha baat ban jaye
to baat ban jaye
haha baat ban jaye
aap jaisa koi zindagi main aaye
baat ban jaye
haha baat ban jaye