SONG: Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein - आप जैसा कोई मेरी ज़िंदगी में आये

Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein - आप जैसा कोई मेरी ज़िंदगी में आये

LYRICS:
aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye phul ko bahar, bahar ko chaman dil ko dil, badan ko badan har kisi ko chahiye tan-man ka milan kash mujh par aisa dil aapka bhi aaye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye main insaan hu farishta nahi dar hai bahak naa jaau kahi tanha dil na sambhalega, pyar bina ye tadpega aap sa kahan hai dil aap ko hi paye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaye, ha ha baat ban jaye aap jaisa koi meri zindagi mein aaye ha ha baat ban jaye, ho ho baat ban jaye ha ha baat ban jaye