SONG: Aap Hamari Jaan Ban Gaye - Reprise - आप हमारी जान बन गये - Reprise

Aap Hamari Jaan Ban Gaye - Reprise - आप हमारी जान बन गये - Reprise

LYRICS:
tum jo mil gaye to khudaya mil gaya anchal ko mere tera saya mil gaya teri thi kami wo poori ho gayi rab ka hai karam jo gavaya mil gaya rab se mila ek aayan ban gaye khwaabo ka mere mukaam ban gaye aap ki taareef mein kya kahe aap humari jaan ban gaye aap humari jaan ban gaye