SONG: Aap Farmaiye Kia Kharidenge, Kesuo Ki Ghata - आप फरमाईये क्या खरीदेंगे, केसुओ की घटा

Aap Farmaiye Kia Kharidenge, Kesuo Ki Ghata - आप फरमाईये क्या खरीदेंगे, केसुओ की घटा

LYRICS:
hontho ke phul koi, koi dil ke daag beche har koi yaha apne khwabo ke baag beche koi shakl bechta hai koi akl ka sarmaya har koi zindagi ko bazar me le aaya ada hi ada kharidenge ya dil ki wafa kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge kesuo ki ghata khridenge, payalo ki sada kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge lab ki lali hai kya mahki pyali hai kya hum to khune jigar bhi pila denge gar ishara kare sab gawara kare jaa hai kya hum to ima jaa hai kya hum to ima luta denge aap aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge do ghadi ka bhi hai, zindagi ka bhi hai aapko kaunsa pyar darkar hai faisla ki jiye chiz chun li jiye sharm kaisi ke duniya sharm kaisi ke duniya hi bazar hai aap aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge bujhte bujhte se din ris jate hai khin chehre par hai chamkate savere yaha aisi tanhayiya jaise shehnaaiya hai ujalo se mahenge hai ujalo se mahenge andhere yaha aap aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge ada hi ada kharidenge ya dil ki wafa kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge aap farmayiye kya kharidenge