SONG: Aap Agar Aap Na Hote To Bhala Kya Hote - आप अगर आप ना होते तो भला क्या होते

Aap Agar Aap Na Hote To Bhala Kya Hote - आप अगर आप ना होते तो भला क्या होते

LYRICS:
aap agar aap na hote to bhala kya hote aap agar aap na hote to bhala kya hote log kahte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhala kya hote log kahte hain ke patthar ke masiha hote sangemarmar ke tarashe huye chehre pe agar sangemarmar ke tarashe huye chehre pe agar aapke hansne ka adaaz yahi hota magar wo jo sharma ke jhuka lete hain aap nazar aise sharmane pe hum kaise na fida hote aap agar aap na hote to bhala kya hote log kahte hain ke patthar ke masiha hote aapke maathe pe basti hain jawa shaam sehar aapke maathe pe basti hain jawa shaam sehar acchi lagti hain hume aapki peshani magar wo jo maathe pe pasina ubhar aata hain kabhi aise maathe pe na kyu log fida hote aap agar aap na hote to bhala kya hote log kahte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhala kya hote aap agar aap na hote