SONG: Aao Yaaro Aao Pyaro Dekho Khel Nirala - आओं यारों आओं प्यारो देखो खेल निराला

Aao Yaaro Aao Pyaro Dekho Khel Nirala - आओं यारों आओं प्यारो देखो खेल निराला

LYRICS:
aao yaro aao pyaro dekho khel nirala aao yaro aao pyaro dekho khel nirala ram se yari karta hai insan ko thagne wale ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji ha bachke rahna ji ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji ha bachke rahna ji suno bhai puja khoti, khoti niyat khoti, khoti are khote sare dhandhe sare dhandhe khote are puja khoti niyat khoti are khote sare dhandhe ulfat ka har khel bigade nafrat ke ye bande ha inke khote dhandho se tum bachke rehna ji ha bachke rahna ji ha nafrta ke in bando se tum bachke rehna ji ha bachke rahna ji ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji ha bachke rahna ji ha bachke rahna ji din pyar ke, din pyar ke milti hai raate chhodo chhodo piya duniya ki ye bate najar milai to duniya se darna kya hame mohabbat me jina hai marna kya najar milai to duniya se darna kya hame mohabbat me jina hai marna kya najar milai to ye jindagi ye jindagi teri hai diwani dil ki lagi dil hi pahchane ha dil mil gaye utha gam ka dera mane na mane mai teri tu mera najar milai to duniya se darna kya hame mohabbat me jina hai marna kya najar milai to ham tab mile, ham tab mile tute jab diwaare jeete khushi sare gam hare ha is raah me dhire dhire aana kanto pe chalna hoga chalke ruk na jana najar milai to duniya se darna kya hame mohabbat me jina hai marna kya najar milai to duniya se darna kya hame mohabbat me jina hai marna kya najar milai to