SONG: Aao Tumhe Pyar Karna Sikha Du - आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूँ

Aao Tumhe Pyar Karna Sikha Du - आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूँ

LYRICS:
aao tumhe pyar karna sikha du hasna sikha du, rona sikha du phulo ki tarah muskurana sikha du kaanto me bhi rahkar jeena sikha du aao tumhe pyar karna sikha du hasna sikha du, rona sikha du phulo ki tarah muskurana sikha du kaanto me bhi rahkar jeena sikha du suno laadlo tum ye dil ki kahani suno laadlo tum ye dil ki kahani aayegi kal tumpe nashili jawani zamane me dekho chalna sambhal ke ha zamane me dekho chalna sambhal ke bitani hai tumko yaha jindgani kyu bacche samjhe aao tumhe pyar karna sikha du hasna sikha du, rona sikha du phulo ki tarah muskurana sikha du kaanto me bhi rahkar jeena sikha du aao tumhe pyar karna sikha du hasna sikha du, rona sikha du phulo ki tarah muskurana sikha du kaanto me bhi rahkar jeena sikha du tumhare hi hatho me kismat tumhari tumhare hi hatho me kismat tumhari zamane ki jitegi himmat tumhari humara to kya hai rahe na rahe hum humara to kya hai rahe na rahe hum zamane ko hogi jarurat tumhari ha aao tumhe pyar karna sikha du hasna sikha du, rona sikha du phulo ki tarah muskurana sikha du kaanto me bhi rahkar jeena sikha du