SONG: Aao Sakhi Mangal Gao Ki Shubh Din Aaye Ri - आओं सखी मंगल गाओं की शुभ दिन आये री

Aao Sakhi Mangal Gao Ki Shubh Din Aaye Ri - आओं सखी मंगल गाओं की शुभ दिन आये री

LYRICS:
aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri duj ki chand si pyari suratiya duj ki chand si pyari suratiya dekhan aayi hai sari nagariya saj ke aaye hai lakshman dulha lakshan dulha lakshan dulha saj ke aaye hai lakshman dulha chandan chauk lagao chandan chauk lagao ki aanand chaye ki aanand chaye ri aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri mathe pe bindiya nayno me kajra mathe pe bindiya nayno me kajra sobhe gale vich phulo ka gazra sobhe gale vich phulo ka gazra solah singar saji dulhaniya solah singar saji dulhaniya solah singar saji dulhaniya moti me mang bharo moti me mang bharo sajan man bhaye sajan man bhaye ri aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri aao sakhi mangal gao ki subh din aaye ri manchaha war pao beti akhand shobhagya vati bhav devi pujan aaj chali sukumari man me aas umang liye naino me preet ka rang liye man me aas umang liye naino me preet ka rang liye aayi dwar tumhare